Delhi, where I spent 4 years of my life... gained "wisdom" made friends, made enemies, and made some acquaintances, some of whom I'll remember for a long time... some not even the next day....
Delhi, where I learnt to cook... Delhi, where I learnt how to jump off a bus at 50 and land on my feet... where I would smoke 555 in the first week, classic in the 2nd, navy cut in the 3rd and down to beedi in the last...
Delhi, where there was Galina's Tandoori, Barista's Latte, Keventer's Cold Coffee, Wenger's Pastry, PVR's movies, and where there was the old faithful 442... where there was mudrika + and -, and one day that red AC bus too...
Well Dehli, can't say I love you... can't say I hate you... this one is for you:
Jaagegi raat bhar aur...
Bhaagegi saath par kar...
Daalegi belagaam khayalon ko...
Puchge ye savaal aur...
Maangegi ye hisaab, na...
Sunege tere jawabon ko...
Yaha hei ek nadi...
Aur waha hei ek Lal Quila...
Par kahan hai es sheher ka falsafa...
Yahaan aasu aur geet...
Aur jawani thi maine tere naam ki...
Aavara thi raat...
Aur sarhkein thi sab mere baap ki...
Aur ma tha... tu thi... aur thi Dilli bas!
Kahin koi urh raha hai...
Kahin koi gir raha hai...
Kahin koi hai khara quagaar pe...
Kahin koi khele jua...
Kahin koi bane gulaam...
(aur) Kahin koi hai khara intezaar mein...
Jab gaya mei kal Quatab Minar...
Aur suna tha maine elaan...
Ki bani hei yaha en nayi party...
Aavara hai naam...
Bhatakana aapna vidhaan hai...
Fursath hai kaam...
Kuch dhundala sa aapna nishan hai...
Wahan mei tha, tu thi... Aur thi Dilli bas!
Dekhe yahan kayi mausam badalte hue...
Dekhe jazbey kayi patthar bante hue...
Kayi waqth se pehle...
Sab aaj tu kehle!!!
Aavara hai naam!
Bhatakna aapna vidhan hai....
Fursath hai kaam...
Kuch dhundala sa aapna nishan hai...
.... Aur mei hun... tu hai... aur hai Dilli bas!
- Rabbi Shergill
Song: Dilli
Movie: Dehli Heights
No comments:
Post a Comment